Monday, January 26, 2009

kashish

kabhi koi kashish thi mere dil me
jise na main chupa saka
kabhi koi saya tha ek
jise na main pa saka
kai aaye aur kai gaye
per koi na samajha saka
ki kaunsi kashish hai ye
ki kaunsi tadap hai ye

No comments:

Post a Comment